Tu Har Pal Aane Lagi Nazar Lyrics - Bipasha Basu | Dia Mirza | Sonu Niigaam | Sonu Nigam

2000

Lyrics

Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hun yeh sochkar
Deewanapan is kadar
Yeh kaisa tera pyaar hain
Yeh kaisa tera pyaar hain
Yeh kaisa tera pyaar hain
Yeh kaisa tera pyaar hain
Yeh kaisa tera pyaar hain
Yeh kaisa tera pyaar hain
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hun yeh sochkar
Deewanapan is kadar

Nadan shayad hua hain yeh dil
Maane na kyun baat meri
Jo chahata hai woh kar jaata hai
Jab yaad aati hai teri
Yun to kabhi pehle na thi
Haalat meri humsafar
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hun yeh sochkar
Deewanapan is kadar
Yeh kaisa tera pyaar hain
Yeh kaisa tera pyaar hain
Yeh kaisa tera pyaar hain
Yeh kaisa tera pyaar hain
Yeh kaisa tera pyaar hain
Yeh kaisa tera pyaar hain
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar

Har saans mein ghulti khushboo hai tu
Hota hai mehsoos mujhko
Us pal meri jaan nikalne lagi
Jis pal mein dekhun na tujhko
Khwaabon mein tu yaadon mein tu
Aankhon mein tu tu hi tu
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hun yeh sochkar
Deewanapan is kadar
Yeh kaisa tera pyaar hain
Yeh kaisa tera pyaar hain
Yeh kaisa tera pyaar hain
Yeh kaisa tera pyaar hain
Yeh kaisa tera pyaar hain
Yeh kaisa tera pyaar hain
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hun yeh sochkar
Deewanapan is kadar.