Tu chale, sang chale sabhi gul Apna hai yeh khayal Apna hai yeh khayal (2x)
Hai aisa lage wahan roz khilein gul Jahaan tera aana jaana Hai aisa lage gul galti se bangaye Rab ne thaa tujhe banana Yeh mehka mausam husn ka aalam Hai teri hi parchhayi Apna hai yeh khayal Apna hai yeh khayal
Tu chale, sang chale sabhi gul Apna hai yeh khayal Apna hai yeh khayal
(Shreya Ghoshal sings..) Tu anjaan, main anjaani Na na, na re na..
Jaana tera khayal Jaana tera kya haal Tere jiya ke taal surmayi Aankhon mein hai shabaab Jaise khile gulaab Dekhein aise hi khwaab hum kayi
Tere aane se yaar Aisa aaya nikhaar Jaise aayi bahaar ho nayi Tere honton ke jaam Pee loon subah shaam Tu toh mera hi naam ho gayi
Meri duniya mein kaun hai rang bhara Meri sath yeh duniya dekh zaraa Meri tu hi toh hai pyari duniya Saari duniya, Mere humkadam..
Tu chale, sang chale sabhi gul Apna hai yeh khayal Apna hai yeh khayal Hai aisa lage wahan roz khilein gul Jahan tera aana jaana
Hai aisa lage gul galti se ban gaye Rabb ne thaa tujhe banana Yeh mehka mausam husn ka aalam Hai teri hi parchayin Apna hai yeh khayal Apna hai yeh khayal
Dhur khile rang kaun sa Rang tera hai batlanaa Lo haath se chhuta dil Rang tere maine rang hai jaana
Mehak gayi hai le khushbu Mehka tera jo hai yeh aanchal Phulon ki tu hai raani Ya phir tu hai koi sandal
Dheemi dheemi baatein Sehaj sudam mausam Piya mere aise mausam Abb aayenge hardam Tu jo mujhe haasil Naina kare jhillmill Sathi tere hone se hai Khushiyon ke yeh kaafile
Tu chale sang chale sabhi gul Apna hai yeh khayal Apna hai yeh khayal Hai aisa lage gul galti se bangaye Rab ne thaa tujhe banana
Hai aisa lage wahan roz khilein gul Jahaan tera aana jaana Yeh mehka mausam husn ka aalam Hai teri hi parchhayin Apna hai yeh khayal Apna hai yeh khayal Tu chale sang chale sabhi gul Apna hai yeh khayal Apna hai yeh khayal