चोला चोला chola chola song is from and it is sung by and . Record label of this song is Tips Official.It stars , , , in leading roles. This song is written by . It is produced by Miklos Lukacs. This song was released on 30 Sep 2022.
Album: PS-1 (Hindi)
Language Supervision: Srinivasa Murthy, Dilshaad Shabbir Shaikh
Orchestra : Budapest Art Orchestra 
Conductor : Peter Pejtsik
Pro Tools Engineer : David Lukacs
Thir thir thir thirke
Gagan chuye sar sar sar sar se
Parcham udey phar phar phar phar se
Aaye hai veer har ghar ghar ghar se

Shaheedon ka jashn hai jashn hai
Naman hai naman hai
Kabhi uthey kabhi gire
Jung mein hoke gumm
Rang mein jeet ke range hum tum

Tere aage har koyi jhuka
Koyi jhuka chola chola
Tere kadmon mein rakhun zara
Rakhun zara duniya duniya

Himmat ghairat
Dono aankhein hain shero ki
Aaja yoddha
Rahe na nishani dushmano ki

Thir thir thir thirke
Gagan chuye sar sar sar sar se
Parcham ude phar phar phar phar se
Aaye hai veer har ghar ghar ghar se

Shaheedon ka jashn hai jashn hai
Naman hai naman hai
Kabhi uthey kabhi gire
Jung mein hoke gumm
Rang mein jeet ke range hum tum

Zara zara sa khumar hai
Sawaar hai jeet ke par pe
Kayi kayi khwahishein bhi hai
Junoon hain apne sir pe

Maati ko seenchu lahu se
Yeh swarg bachaun sabhu se
Par nashe mein jhoom ke deewana
Arey tujhe pukare haseena re

Maati ko seenchu lahu se
Yeh swarg bachaun sabhu se
Par nashe mein jhoom ke deewana
Arey tujhe pukare haseena re

Sundarii
Teri nigahon ke vaar chale hai
Yaha wahan ghav lage
Bhare hai saare ghav tan pe jung ke
Mite nahi hai joh tune diye mann pe
Iska bhi hai nasha

Prem ras piye jaa piye jaa
Magar, dagmagana mat re
Kabhi, choothey na talwarein yeh
Nahi, sher mat rukna re

Khumar hai sawaar hai
Jeet ke par pe
Kayi kayi khwahishein bhi hai
Junoon hai apne sir pe

Iss dharti ka dekha tha sapna
Dushman ko kiya para para para
Humne maut ko bhi nachaya hai ho

Jis ka sir jhuka maaf kiya
Jo khanjar tana saaf usse kiya kiya
Mud kar joh chala jaaney diya re ho
Ho ho oh oh ho

Cholon ka ye tareeqa hai
Iss par hi ab chalna hai
Dharti se leke toh gagan tak
Iska hi bol bala hai

Thir thir thir thirke
Gagan chuye sar sar sar sar se
Parcham ude phar phar phar phar se
Aaye hai veer har ghar ghar ghar se
Iska bhi hai nasha

Prem ras piye jaa piye jaa
Magar, dagmagana maat re
Kabhi, choothey na talwarein yeh
Nahi, sher maat rukna re.