Toh dishoom song is from and it is sung by and . Record label of this song is TSeries.It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sajid Nadiadwala, Sunil A Lulla. This song was released on 29 Jul 2016.
Music Label: T-SERIES
Song: Toh Dishoom
Singers : Raftaar and Shahid Mallya
Lyrics : Mayur Puri
Sound Design : Sunny M.R. & Dj Phukan

Mujhe yaad hain woh baatein
Mere bachpan ki
Daddy kehte thhe khota sikka
Chalega nahi

Mummy pyar se khilati
Daal chawal aur dahi
Maa ke hathon ka woh jaadu
Five Star mein nahi

Marr marr ke mili college degree
Meri job ek tragedy hai joke salary

Ek ladki mili thi
Woh bhi dump kar gayi
Dump hone ko baitha hoon
Koi mile toh sahi

Banda seedha Rab da main
Ditto tere warga main
Kaam ghalat koi karda te
Phir na usko chhad-da main

Kisi ladki ko chhede koi
Toh Dishoom
Kare cheating aur khele koi
Toh Dishoom

Mere India ko bura kahan
Toh Dishoom
Jan Gan pe na khada hua
Toh Dishoom
Toh dishoom, toh dishoom
Toh Dishoom..

Bathroom mein Kishore Da ke gaane gata hu
Katy Perry ki photo sang leke nahata hu
Mere aaju baju bikini main babes nachdi
But life koi 'Honey Singh' ka video nahi

Din ko me chaahe jitna bhi Hero hota hu
Raaton ko takiye ki jhapi leke sota hu
Kabhi kabhi kisi party me zyada ho gayi toh
Yaad karke purani batein khoob rota hu

Banda seedha Rab da main
Ditto tere varga main
Ek wari hath fadd laan taan
Phir kadi nahi chhad-da main

Ram Rahim ladaaye koi
Toh Dishoom
Chote bachchn ko daraaye koi
Toh Dishoom

Nasha karke jo aaye koi

Toh Dishoom
Mere bhai ko sataaye koi
Toh Dishoom

Toh dishoom, toh dishoom
Toh dishoom..

(Raftaar Rap)
Kabhi na karo main kaam koi aisa
Ke jisse jhuke meri gardan
Jeeta hun cheetah hun
Paapo se sikha hoon
Mujhpe main kuch hai burden
Jaise har dam
Ghar chalana hai jaise ya taise
Chhote sapno ke liye jodun
Paise paise paise..

Arre kaise kaise kaam kare
Ta ki naam bane
Duniya dekh ke mujhko
Bhaijaan ram ram kare
Par dhyan rahein mujhko kabhi na chedna
Dene me ik dishoom mujhko lagegi der na

Oh banda seedha Rab da main
Ditto tere warga main
Kaam ghalat koi karda te
Phir na usko chhad-da main

Khud apni badhayi kari
Toh Dishoom
Ratta maar ke padhai kari
Toh Dishoom

Rishwat leke kaam kiya
Toh Dishoom
Raste pe traffic jam kiya
Toh Dishoom

Public bhadkaye koi
Toh Dishoom
Meri bandi ko pataaye koi
Toh Dishoom

Kal picture main phone baja
Toh Dishoom
Gaana sunke naa aaya mazaa
Toh Dishoom

Toh dishoom, toh dishoom
Toh dishoom..