The rainbow song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kumar V Mahant, Achut Naik, Bharat Shah. This song was released on 17 Feb 2017.
Jawaa jawaa
Jawaan jawaa
Jawaa jawaa hain khwahishein
Kare zindagi farmaahishein
Aasmani rishta tu jod le
Chal indradhanush tu odh le
Rainbow rainbow rainbow in my eyes


Satrangi thode rang chunn le
Satrangi thode khwaab bun le
Satrangi thode saaz sunn le na


Satrangi thode rang chunn le
Satrangi thode khwaab bun le
Satrangi thode saaz sunn le na


Naye naye se per laga ke
Thoda sa amber chura ke
Aa badalon pe ghar bana le na


Jawaa jawaa hain khwahishein
Jawaa jawaa hain khwahishein
Jawaa jawaa hain khwahishein
Kare zindagi farmaahishein
Aasmani rishta tu jod le
Chal indradhanush tu odh le


Hai sondhi sondhi saans aise
Subah subah ki oss jaise
Behakta hai dariya aise haan


Hai sondhi sondhi saans aise
Subah subah ki oss jaise
Behakta hai dariya aise haan


Ye raatein jage karwaton mein
Hoon lipti main salwaton mein
Bheegi hoon teri khusboo'on mein haan


Jawaa jawaa hain khwahishein
Jawaa jawaa hain khwahishein
Kare zindagi farmaahishein
Aasmani rishta tu jod le
Chal indradhanush tu odh le..