terii merii muraadon ke din hain Lyrics - Pooja Bhatt | Vivek | Released 1992 | Preeti Uttam | Ghansham Vaswani

1992

Lyrics

(teri meri muradon ke din hain
raton ko jag kar, sone ke din hain ) - 2
(bistar ki thandak, sanson ki garamii
bahon ki shakti, hothon ki narami ) - 2
hothon ki narami - 3
kuchh khoke kuchh paa jaane ke din hain
raton ko jag kar, sone ke din hain
(baarish ki bundon men do jism bhige
bhige badan ki sharabon ko pile ) - 2
sharabon ko pile - 3
sharabi sharabi raton ke din hain
raton ko jag kar sone ke din hain
(shabanam gire phul par, phul ham par
mahak ek rachen phir nai tinon mil kar ) - 2
nai tinon milakar - 3
gulabi gulabi jharon ke din hain
raton ko jag kar sone ke din hain
teri meri muradon ke din hain
raton ko jag kar, sone ke din hain - 2