terii banjaaran raastaa dekhe Lyrics - Pran | Sridevi | Raza Murad | Anuradha Paudwal

1991

Lyrics

terii banjaaran raastaa dekhe
kab aa_egaa mere banjaare -2
o tuu nahiin aayaa aa ga_e saare
kab aa_egaa mere
duur bahut thaa desh teraa
pahunchaa nahiin sandesh meraa
sapanon ke raajaa jaldii se aa jaa
der na kar saajan pyaare
kab aa_egaa mere
aisaa na ho ki tuu na aa_e -2
dolii aur ko_ii le jaa_e -2
tadap tadap ke taras taras ke
main mar jaa_uun gam ke maare
terii banjaaran raastaa dekhe
sapanon men sapanaa tod gayaa tuu
aag sulagatii chhod gayaa tuu
phuulon pe chalake lagataa hai aise
paanv ke niiche hain angaare -2
kab aa_egaa mere