Tere mere pyar ki song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Om Prakash Mittal, Ramsingh. This song was released on 08 Nov 1991.
Tere mere pyar ki kahaniya hain,
Tu nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain,
Tu nahi tu nahi
Pas mere sab teri nishaniya hain,
Tu nahi tu nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain,
Tu nahi tu nahi
Woh mohabbat wahi jawaniya hain,
Tu nahi tu nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain,
Tu nahi tu nahi


Dard ki purvayi, gam ki yeh parchhayi
Dard ki purvayi, gam ki yeh parchhayi,
Pyar ki yeh rusvayi pyar ki rusvayi
Ek jan kitni pareshaniya hain
Tu nahi tu nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain,
Tu nahi tu nahi


Meherban hai rab bada,
Mein agar mangu duwa
Meherban hai rab bada,
Mein agar mangu duwa,
Rabse mangu aur kya
Rabse mangu aur kya
Usake pas sab meherbaniya hain
Tu nahi tu nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain,
Tu nahi tu nahi


Bediya hain panv mein,
Gham ke seharayo mein
Bediya hain panv mein,
Gham ke seharayo mein,
Dard ke inn dariyayo mein
Dard ke inn dariyayo mein
Aansuyo ki raat din rawaniya hain
Tu nahi tu nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain,
Tu nahi tu nahi
Pas mere sab teri nishaniya hain,
Tu nahi tu nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain,
Tu nahi tu nahi.