Teri yaad mein neend na aayi song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ramesh Behl. This song was released on 01 Jan 2018.
Teri yaad mein neend na aayi
Arey jag ke raat bitayi
Teri yaad mein neend na aayi
Arey jag ke raat bitayi
Aise to kabhi huya na
Ye baat samjh na aayi
Hota hain hota hain
Pyar mein aisa hota
Hota hain hota hain
Pyar mein aisa hota


Tune yun aankh milayi
Main sapne mein ghabarayi
Aise to kabhi huya na
Ye baat samjh na aayi
Hota hain hota hain
Pyar mein aisa hota
Hota hain hota hain
Pyar mein aisa hota


Lakho mein ek tu hain achha
Jo dil me bas gayi hain oo ho
Kismat mein jo likhu hain aa
Ha lagata hain tu wahin hain
Tune kya baat baatayi main
Maan hi maan sharmayi
Aise to kabhi huya na
Ye baat samjh na aayi
Hota hain hota hain
Pyar mein aisa hota
Hota hain hota hain
Pyar mein aisa hota


Wada ye tujhe karna hai kya
Mera hi hoke rahana tu
Manugi tera kahana main
Manega mera kahana tu
Dil se aawaj ye aayi kya
Ab ek pal nahin judayi
Aise to kabhi huya na
Ye baat samjh na aayi
Hota hain hota hain
Pyar mein aisa hota
Hota hain hota hain
Pyar mein aisa hota


Teri yaad mein
Neend na aayi
Arey jag ke raat bitayi
Aise to kabhi huya na
Ye baat samjh na aayi
Hota hain hota hain
Pyar mein aisa hota
Hota hain hota hain
Pyar mein aisa hota
To hone do na kya
Farak padata hain.