Teri Khushboo Lyrics - Pankaj Udhas

2014

Lyrics

Teri khushboo ka pataa karti hai
Teri khushboo ka pataa karti hai
Mujh pe ehsaan hawaa karti hai
Teri khushboo ka pataa karti hai

Sab ki tanhaai mein ab to aksar
Sab ki tanhaai mein ab to aksar
Sab ki tanhaai mein ab to aksar
Gufatgoo tujhse raha karti hai
Gufatgoo tujhse raha karti hai
Mujh pe ehsaan hawaa karti hai
Teri khushboo ka pataa karti hai

Dil ko uss raah par chalna hi nahin
Dil ko uss raah par chalna hi nahin
Dil ko uss raah par chalna hi nahin
Jo mujhe tujhse judaah karti hai
Jo mujhe tujhse judaah karti hai
Mujh pe ehsaan hawaa karti hai
Teri khushboo ka pataa karti hai

Abra barse to inayat uski
Abra barse to inayat uski
Abra barse to inayat uski
Shaakh to sirf duaan karti hai
Shaakh to sirf duaan karti hai
Mujh pe ehsaan hawaa karti hai
Teri khushboo ka pataa karti hai.