Sunder Sapno Ki Lyrics - Pankaj Udhas

2014

Lyrics

Sunder komal sapno ki
Baraat guzar gayi jaana
Sunder komal sapno ki
Baraat guzar gayi jaana

Sunder komal sapno ki
Baraat guzar gayi jaana
Dhoop aankhon tak aa pohchi hai
Raat guzar gayi jaana
Raat guzar gayi jaana
Sunder komal sapno ki
Baraat guzar gayi jaana

Ghor samay tak jisne humein
Bahum uljaaye rakha
Ghor samay tak jisne humein
Bahum uljaaye rakha
Woh albeli resham jaisi
Raat guzar gayi jaana
Dhoop aankhon tak aa pohchi hai
Raat guzar gayi jaana
Raat guzar gayi jaana
Sunder komal sapno ki
Baraat guzar gayi jaana

Sadda ki dekhi raat humein
Iss baar mili to chupke se
Sadda ki dekhi raat humein
Iss baar mili to chupke se
Khaali haath pe rakhke kyaa
Saugaat guzar gayi jaana
Dhoop aankhon tak aa pohchi hai
Raat guzar gayi jaana
Raat guzar gayi jaana
Sunder komal sapno ki
Baraat guzar gayi jaana

Log na jaane kin raato ki
Muraade maanga karte hai
Log na jaane kin raato ki
Muraade maanga karte hai
Apni raat to woh jo teri
Saath guzar gayi jaana
Dhoop aankhon tak aa pohchi hai
Raat guzar gayi jaana
Raat guzar gayi jaana
Sunder komal sapno ki
Baraat guzar gayi jaana.