Teri bewafai ka sukriya song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Teri bewafai ka sukriya
Mujhe tunain jeena sikha diya
Tere gham main chain sa mil gaya
Tere dard ne woh maza diya
Teri bewafai ka sukriya
Mujhe tunain jeena sikha diya


Ye bahar kaisi bahar hain
Na chain hai..na karar hain
Ye bahar kaisi bahar hain
Na chain hai..na karar hain
Ye chaman main kaisi hawa chali
Ki chirag dil ka bujha diya
Ye chaman main kaisi hawa chali
Ki chirag dil ka bujha diya
Tere gham main chain sa mil gaya
Tere dard ne woh maza diya
Teri bewafai ka sukriya
Mujhe tunain jeena sikha diya


Na khushi rahi na wo gham raha
Na wo tu rahi na wo dil raha
Na khushi rahi na wo gham raha
Na wo tu rahi na wo dil raha
Tune kya ye mujh pe sitam kiya
Tune khub dil ko sila diya
Tune kya ye mujh pe sitam kiya
Tune khub dil ko sila diya
Tere gham main chain sa mil gaya
Tere dard ne woh maza diya
Teri bewafai ka sukriya
Mujhe tunain jeena sikha diya


Woh mile to kehna aye dost
Ki tumhare gham main udas tha
Woh mile to kehna aye dost
Ki tumhare gham main udas tha
Wo tujhe na dil se bhula saka
Jise tune dil se bhula diya
Woh tujhe na dil se bhula saka
Jise tune dil se bhula diya
Tere gham main chain sa mil gaya
Tere dard ne woh maza diya
Teri bewafai ka sukriya
Mujhe tunain jeena sikha diya.