Tere Rup Ne Ye Kam Kiya Lyrics - Kal Kya Hoga | Manhar Desai | Anita Guha | Shammi | N/A
in Movies
Watch the Video
Song Information
Tere rup ne ye kam kiya song is from Kal Kya Hoga (1958) and it is sung by N/A.It stars Manhar Desai, Anita Guha, Shammi, Indira in leading roles. This song is penned by Saba Afghani and composed by Nisar Bazmi. This song was released on 01 Jan 1958.
Lyrics
Tere rup ne ye kam kiya
Mere pyar ko badnam kiya
Jo bat hui chupke chupke
Us bat ka charcha aam kiya
Tere pyar ne ye kam kiya
Mere rup ko badnam kiya
Jo raat kati chori chori
Us raat ka charcha aam kiya
Tere pyar ne ye kam kiya
Ye hal kiya tune mera kabhi
Ched diya kabhi tok diya
Ye hal kiya tune mera kabhi
Ched diya kabhi tok diya
Kabhi aachal mera tham liya
Kabhi rasta mera rok diya
Din raat kiya bechain mujhe
Haye tang sawere sham kiya
Jo raat kati chori chori
Us raat ka charcha aam kiya
Tere pyar ne ye kam kiya
Teri in resmi julfo ka
Mai kyu diwana ho baitha
Teri in reshmi julfo ka
Mai kyu diwana ho baitha
Pahle mai chain se sota tha
Ab nind bhi apni kho baitha
Kyu fer na li maine aankhe
Jab tune mujhe salam kiya
Jo bat hui chupke chupke
Us bat ka charcha aam kiya
Tere rup ne ye kam kiya.