Tere Husn Ki Kya Tarif Karu Lyrics - Leader | Dilip Kumar | Madhumati | Vyjayantimala | Mohammad Rafi | Lata Mangeshkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Tere husn ki kya tarif karu song is from Leader (1964) and it is sung by Mohammad Rafi and Lata Mangeshkar.It stars Dilip Kumar, Madhumati, Vyjayantimala, Jayant in leading roles. This song is penned by Shakeel Badayuni and composed by Naushad. It is produced by Sashadhar Mukherjee. This song was released on 03 Jan 1964.
Lyrics
Kuchh kehte huye bhi darta hoon
Kahin bhool se tu na samajh baithe
Ki main tujhse mohabbat karta hoon
Tere husn ki kya tarif karu
Tere husn ki
Tere husn ki kya tarif karu
Kuchh kehte hue bhi darta hoon
Kahin bhool se tu na samajh baithe
Ki main tujhse mohabbat karta hoon
Mere dil mein kasak si hoti hai
Mere dil mein
Mere dil mein kasak si hoti hai
Tere raah se jab main guzarti hoon
Is baat se yeh na samajh lena
Ki main tujhse mohabbat karti hoon
Teri baat mein geeton ki sargam
Teri chaal mein payal ki chham chham
Teri baat mein geeton ki sargam
Teri chaal mein payal ki chham chham
Koi dekh le tujhko ek nazar
Koi dekh le tujhko ek nazar
Mar jaaye teri aankhon ki kasam
Main bhi hoon ajab ik deewana
Marta hoon na aahein bharta hoon
Kahin bhool se tu na samajh baithe
Ki main tujhse mohabbat karta hoon
Mere saamne jab tu aata hai
Jee dhak se mera ho jata hai
Mere saamne jab tu aata hai
Jee dhak se mera ho jata hai
Leti hai tamanna angdayi
Leti hai tamanna angdayi
Dil jaane kahan kho jata hai
Mahasoos yeh hota hai mujhko
Jaise main tera dam bharti hoon
Is baat se yeh na samajh lena
Ki main tujhse mohabbat karti hoon
Tere husn ki kya tarif karu
Kuchh kehte huye bhi darta hoon
Kahin bhool se tu na samajh baithe
Ki main tujhse mohabbat karta hoon