Tera mera saath hain song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Amrit Patel. This song was released on 01 Jan 2018.
Tera mera saath hain kitna purana
Jab na log the aur na tha ye jamana
Tera mera saath hain kitna purana
Jab na log the aur na tha ye jamana


Jab na jami thi na asma tha
Kuchh bhi nahin tha yaha
Ham yahin the ham yahin the
Sooraj nahin tha chanda nahin tha
Na the sitare yaha
Ham yahin the tum yahin the
Pake kahi khoya, khoke kahi paya
Ye pyar dono ko phir pas le aya
Milke yu phir kho na jana
Hamko tumse pyar hain tab tak nibhana
Jab na log honge na rahega jamana
Tera mera saath hain kitna purana
Jab na log the aur na tha ye jamana


Sat samunder par se aayi
Tujhse hi milne yaha
O deewane tu na jane
Ho char dino mein pyar ke rahi
Aye kaha se kaha
O deewani tu na jane
Chipke jamane se
So so bahane se
Ha mtum mile hain
To ye gul khile hain
Ab na daman chudana
Hamko tumse pyar hai
Tab tak nibhana
Jab na log honge
Na rahega jamana
Tera mera saath hain
Kitna purana
Jab na log the aur
Na tha ye jamana


Duniya banegi banke mitegi
Pyar mitega nahin
Main bhi janu tu bhi jane
Ham bichade to dono jaha mein
Kuchh bhi bachega nahin
Main bhi manu tu bhi mane
Ye sath na chhute ye pyar na tute
Dono jaha ruthe tu hamse na ruthe
Ho khatam na ye fasana na na na na
Tera mera saath hain kitna purana
Jab na log the aur na tha ye jamana
Tera mera saath hain kitna purana
Jab na log the aur na tha ye jamana.a