Tera Deewana Hu Maula Lyrics - The Rising: Ballad Of Mangal Pandey | Aamir Khan | Kirron Kher | Rani Mukerji | A.R. Rahman | Kadar Ghulam Mustafa
in Movies
Watch the Video
Song Information
Tera deewana hu maula song is from The Rising: Ballad Of Mangal Pandey (2005) and it is sung by A.R. Rahman, Kadar Ghulam Mustafa, Kailash Kher and Murtaza Khan.It stars Aamir Khan, Kirron Kher, Rani Mukerji, Amisha Patel in leading roles. This song is penned by Javed Akhtar and composed by A R Rahman. It is produced by Bobby Bedi, Ketan Mehta, Deepa Sahi. This song was released on 12 Aug 2005.
Lyrics
Almadat ha almadat
Ha almadat maula
Almadat ha almadat
Ha almadat maula
Almadat ha almadat
Ha almadat maula
Almadat ha almadat
Ha almadat maula
Tera deewana hu maula
Tera parwana hu maula sun
Aye mere data
Aye mere maula
Aye mere data
Aye mere maula
Mujhko too manzil
Bata de mujhko too
Aye mere data
Aye mere maula
Aye mere data
Aye mere maula
Maula maula ho
Maula maula ho
Maula ho maula maula ho
Almadat ha almadat
Ha almadat maula
Almadat ha almadat
Ha almadat maula
Aa...maula maula
Maula ho maula maula ho
Maula ho maula maula ho
Maula maula
Dil bahut betab hain
Nind hain na khwab hain
Ek tufan dil me jaise
Leta hain angdaiya
Almadat ha almadat
Ha almadat maula
Zindgani mein hain kya
Abb kahani mein hain kya
Sans roke ke yeh zamana
Sun raha hain dastan
Mere data mere maula
Kaisi hai yeh mushkile
Aur kaisa hain yeh imtihan
Aye mere data
Aye mere maula
Aye mere data
Aye mere maula
Maula maula ho
Maula maula ho
Tera deewana hu maula
Tera parwana hu maula sun
Aye mere data
Aye mere maula
Aye mere data
Aye mere maula
Mujhko too manzil bata de
Mujhko too rasta
Dikha de sun
Aye mere data
Aye mere maula
Aye mere data
Aye mere maula
Uth rahi hain aandhiya
Lut rahe hain karwan
Mit rahe hain bag me jo
The baharo ke nishan
Har dagar sunsan hain
Har nagar viran hain
Dekhta hain tera
Deewana yahi barbadiya
Mere danta mere maula
Lagta hain abb tut ke
Girne ko hain yeh aasman
Aye mere danta
Aye mere maula
Aye mere danta
Aye mere maula
Maula maula ho
Maula maula ho
Maula ho maula maula ho
Maula hoga aur bhi gehra
Andhera kya aye mere maula
Maula hain iss rat ka koi
Savera kya aye mere maula
Kya kabhi deewani
Ki zanjeer tutegi
Kya kabhi mathe se
Kalak iske chutegi
Kaid se ajad hoga
Kya junun ek din
Rang layega deewane
Ka khun ek din maula.