Tequila Vakila Lyrics - Rajeev Khandelwal | Gopal Datt | Madalasa Sharma | Shreya Ghoshal
2014
Lyrics
Raat yeh teekhi teekhi si
Kabhi lage yeh bheegi
Dilon ke raaz likhe
Jaane hei kab koi
Barfili parton mein hai sharara
Mausam hai dhuaan
Hothon pe sabke hai ik ishara
Par chup hai zubaan
Tequila vakila bulaye
Ria maria hardam bulate
Meri nazron ko ab nazaare
Chodana na bachke tu
Cheharon pe chehre hain
Lage na lage par,
Uljha hai tana bana
Dhoondhta hai koi
Kohre ki galiyon mein,
Kadmon ka aanajana (2x)
Yeh shab yahan ki jo hai shahana
Hai woh bewaafa
Shaatir shikari khud hai nishana
Kya hai maazra
Tequila vakila bulaaye
Ria maria hardam bulaate
Meri nazron ko ab nazaare
Chhodana na bachke tu (2x)