Waise toh jahaan mein Dagaa dar dar pe hai Par mujhe mila woh dost hai Jiski nigah nirdosh hai Farishton jaisi soch hai Nahi woh bewafaa
Woh hai bhala, woh hai bhala Woh hai bhala har dum woh bhala
Kis tarah se shukra tera, Ab adaa karoon main Kis tarah se shukar tera, Ab adaa karun main Iss mohabbat ka harjana, Kis tara bharoon main Khaamosh reh kar bhi keh gaye Dariya sa dil tak beh gaye
Tum par ho raha hai poora aitbaar O humnavaa, rehnuma
Tum sa hai dost kahaan
Woh hai bhala, woh hai bhala Woh hai bhala har dum woh bhala
Ishq ka bas naam liya Maine samjha nahi tha ise Tune sikhaya ke yeh hai ibadat Rooh ki bhasha hai yeh Teri badaulat paayi woh daulat Jo mili na mujhko kahin Jazbaat hadd se badhne lage Dene lage yeh sadaa tujhe Har pal hai zaroori ab tera didar
O humnavaa, rehnuma Tum sa hai dost kahaan O humnavaa, rehnuma Tum sa hai dost kahaan Tum sa hai dost kahaan Tum sa hai dost kahaan
Woh hai bhala, woh hai bhala Woh hai bhala har dum woh bhala