Teen batti wala govinda aala song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Raja Desai. This song was released on 01 Jan 2018.
Teen batti wala govinda aala
Govinda govinda govinda
Govinda govinda govinda
Rassi mein latki mitti ki matki
Matki mein mal masala
Govinda govinda govinda teen batti wala
Dekho matki fodne aala re aala
He lal patti wala govinda aala
He lal patti wala govinda aala
Govinda govinda govinda
Govinda govinda govinda


Upar latak ke niche patak ke
Lut lo mal masala
Govinda govinda govinda teen batti wala
Apni sena ko lekar aala re aala


Bandh katare dal do dera
Is matki par hak hai mera
Bandh katare dal do dera
Is matki par hak hai mera
Sar koi uthaye sar ko jhuka do
Hath uthe to hath uda do
Hatho ke tote ud jayenge
Hum se jo pad gaye pala
Govinda govinda govinda teen batti wala
Dekho matki fodne aala re aala


Nam mera duniya pahchane
Bacha bacha mujhko jane
Nam mera duniya pahchane
Bacha bacha mujhko jane
Kadam uthe to duniya jhukti
Chalti hawa mujhe dekh kar rukti
Mere hath se bachkar jaye
Bachkar jaye jaye koi kismat wala
Govinda govinda govinda teen batti wala
Apni sena ko lekar aala re aala


Govinda aala re aala
Govinda aala re aala
Is matki ko hum lutenge
Govinda aala re aala
Dekhna fir kayi sar futenge
Govinda aala re aala
Hai mukabla hum kya tum kya
Koi na aaye bich mein chamcha
Dekhta hu main tera hosla
Kar dunga main abhi faisla
Teen batti to jalti rahi
Lal batti bhi to chamakti rahegi
Teen batti to jalti rahi.