Tay hai song is from .It stars , , , in leading roles. The music of this song is composed by . This song was released on 12 Aug 2016.
tere bin ji na paunga, sach much mar hi jaunga
yeh tay hai, yeh tay hai
hasna rona tujhse hi, mera hona tujhse hi
yeh tay hai, yeh tay hai
maujud hai har saans me tu har dafa, yeh tay hai
tu hai dawa ya dard hai par hai mera, yeh tay hai
maujud hai har saans me tu har dafa, yeh tay hai
tu hai dawa ya dard hai par hai mera, yeh tay hai
tere bin ji na paunga, sach much mar hi jaunga
yeh tay hai, yeh tay hai
tu nasibo sa mere hatho pe shuru se likha hai
mera haq hai tu aasmano se mujhe jo ataa hai
tere kadmo pe jahan rakh du mai kabhi jo kahe tu
koi shaq ho to aazma lena kisi din mujhe