tauba-tauba kya hoga, hona hai jo woh hoga, hota hai jo ho jaane do aane wala aayega, jaane wala jaayega, tum na maano to jaane dotauba-tauba kya hoga, hona hai jo woh hoga, hota hai jo ho jaane do aane wala aayega, jaane wala jaayega, tum na maano to jaane dojaane kiski baat karu main jaane kiska naam lu thodi der ruko main dhak-dhak karte dil ko thaam ludhak-dhak dhak-dhak dhak-dhakmera dil hai diwana, diwano ka diwana, diwane ko samjhane do aane wala aayega, jaane wala jaayega, tum na maano to jaane do
main bebas hu tere bas me mujhko ye ikraar hain par ye bulbul kab ud jaaye koi aitbaar hain ik hava ka main jhonka de jaaungi main dhokha aisa mauqa to aane do aane wala aayega, jaane wala jaayega, tum na maano to jaane dotumne socha hoga main aurat hu main kamzor humain ghar me kuch aur hu bahar main kuch aur hu main hasina tum daaku main shisha tum patthar shisha patthar takrane do aane wala aayega, jaane wala jaayega, tum na maano to jaane dotauba-tauba kya hoga, hona hai jo woh hoga, hota hai jo ho jaane do aane wala aayega, jaane wala jaayega, tum na maano to jaane do