aao bachcho aaj tumhe ek kahani sunata hu main sher ki kahani sunoge mere paas aao mere dosto ek kissa sunomere paas aao mere dosto ek kissa sunokai saal pehle ki ye baat hai, bolo na chup kyon ho gaye bhayanak andheri si yeh raat me liye apni banduk mai hath meghane jangalo se guzarata hua kahi ja raha thaghane jangalo se guzarata hua kahi ja raha tha ja raha tha, nahi aa raha tha, nahi ja raha tha of fo aage bhi to bolo na, batata hu batata hu nahi bhulti uf wo jangal ki raat, yad hai wo thi mangal ki raatchala ja raha tha mai darta hua hanuman chalisa padhta huabolo hanuman ki jay, jay jay bajrang bali ki jaybolo hanuman ki jay, jay jay bajrang bali ki jayghadi thi andhera magar sakt tha
koi das sava das ka waqt tha larazta tha koyal ki bhi kuk se, bura haal hua uspe bhukh se laga todane ek beri se ber mere saamne aa gaya ek sher koi gighghi banati nazar phir gayi to bandook bhi haath se gir gayi main lapka wo jhapka, main upar wo niche wo aage main pichhe, main ped pe wo pichhe are bachaao, are bachaao, main daal-daal wo paat-paat, main pasina wo baag-baag main sur me wo taal me, ye jangal paataal mebachaao bachaao, are bhaago re bhaago, are bhaago phir kya hua, khuda ki qasam maza aa gaya mujhe maar kar besharam kha gaya kha gaya, lekin aap to zinda hain are ye jina bhi koi jina hai lallu aain