Tanhai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Amit Srivastava. This song was released on 27 May 2011.
Tanhaai mein khaamoshi se
Dil chori se jo kehta hai
Dil chori se jo kehta hai
Kya kehta hai kiyun kehta hai
Kya kehta hai kiyun kehta hai
Jo kehta hai batlaao na
Yeh pyaar hai kya samjhaao na
Yeh pyaar hai kya samjhaao na


Yun shaam dhale
Beetain raatain
Ham khud se karain
Khud ki baatain
Yun shaam dhale
Beetain raatain
Ham khud se karain
Khud ki baatain


Yeh mujh se mere armaan rahe
Masoom se pal pal khawaab bune
Yeh khawaabon ki guzaarish hai
Mohabbat mein kho jaao na
Yeh pyaar hai kya samjhaao na
Yeh pyaar hai kya samjhaao na.


Jis roz nazar mil jaati hai
Chehre pe hayaa itraati hai
Jis roz nazar mil jaati hai
Chehre pe hayaa itraati hai


Haalaat kiyun aise hain aakhir
Ham paagal hain kis ki khaatir
Ishq ka naghma bikhar jaata hai
Yun hawaaon mein koi jaane na
Yeh pyaar hai kya samjhaao na
Yeh pyaar hai kya samjhaao na
Yeh pyaar hai kya samjhaao na
Yeh pyaar hai kya samjhaao na
Yeh pyaar hai kya samjhaao na
Yeh pyaar hai kya samjhaao na.