Taaza Hawa Lete Hain Lyrics - Altaf Raja
in Movies
Watch the Video
Song Information
Taaza hawa lete hain song is from Best Of Altaf Raja (2009) and it is sung by Altaf Raja.It stars and Altaf Raja in leading roles. This song is penned by N/A and composed by Altaf Raja. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Hum woh deewaane hain
Hum woh deewaane hain jo taja hawa lete hain

Khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain

Aisa lagata hai unhe ishq huwa hai hamase

Saamana hote hi
Saamana hote hi najaro ko jhuka lete hain
Saamana hote hi najaro ko jhuka lete hain
Khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain
Khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain
Khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain
Hum woh deewaane hain, samajhe
Pinewaala hi nahi koyi hamaare jaisa
Pinewaala hi nahi koyi hamaare jaisa
Pinewaala hi nahi koyi hamaare jaisa
Hum jahaan jaate hain
Hum jahaan jaate hain maiykhaana bana lete hain
Hum jahaan jaate hain maiykhaana bana lete hain
Khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain
Khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain
Khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain
Hum woh deewaane hain
Hamako uss waqt najar taaj mahal aata hai
Sach bata ai meri bholi bhali,
Too hai kis des ki rehanewaali
Tera chaukas maraathi badan hai,
Raajputi tera baankpan hai
Julf bangaal ki kaali kaali,
Naagan aassam ki tujha me paayi
Dekhane ki ada hai bihaari,
Orissa ka hai tujhme khumaari
Aanghra ke namak main dhali hai,
Aur kashmir ki tu kali hai
Lucknow jaisi hai tujhme najaakat,
Madhya pardes ki hai sharaarat
Saadagi tujhame madraas ki hai,
Khushabu mysore ki sandali hai
Bholaapan tujhame gujraat ka hai,
Kerala ka tu roshan diya hai
Tune paayi hai goa ki masti,
Tujhame punjab ki tandrusti
Dil ki dilli teri raajdhani
Dil ki dilli teri raajdhani
Saari duniya teri hai deewaani
Saari duniya teri hai deewaani
Saari duniya teri hai deewaani
Hamako uss waqt najar taajmahal aata hai

Jab woh angdaayi ko
Jab woh angdaayi ko, haat apane utha lete hain
Jab woh angdaayi ko, haat apane utha lete hain
Khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain
Khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain
Khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain
Hum woh deewaane hain jo taja hawa lete hain
Hum woh deewaane hain jo taja hawa lete hain
Khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain
Khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain
Khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain
Hum woh deewaane hain..