taare vohii hain, chaaNd vohii hai Lyrics - Meena Kumari | Karan Diwan | Nirmala | Lata Mangeshkar

1950

Lyrics

taare vohii hain chaand vohii hai
haay magar vo raat nahiin
haay, taare vohii hain
(main bhii vohii huun tum bhii vohii ho)2
haay magar vo baat nahiin
taare vohii hain
jo main jaanatii dil deke dukhii honaa hai
ye priit sadaa kaa ronaa hai
(naa meraa dil bhataktaa naa main aap bhataktii)2
band zubaan (main kahaan vo kahaan)2
ab milane kii ko_ii baat nahiin
haay vo raat nahiin
haay, taare vohii hain
aankhon men aansuu lab pe haay
ye ham un se lekar aaye
(haar gaye ham payaar kii baazii)2
dil ne aise khel khilaa_e
band zubaan (main kahaan vo kahaan)2
ab milane kii ko_ii baat nahiin
haay vo raat nahiin
taare vohii hain, chaand vohii hai
haay magar vo raat nahiin
haay, taare vohii hain