Taare Lekar Aaya Hai Lyrics - Suresh Wadkar

2008

Lyrics

Taare lekar aaya hai
Ya jugnu lekar aaya hai
Jab bhi tera khat aaya hai
Jaadu lekar aaya hai
Taare lekar aaya hai
Ya jugnu lekar aaya hai
Jab bhi tera khat aaya hai
Jaadu lekar aaya hai
Taare lekar aaya hai

Lapet kar wo rakhti hogi
Kayi baharo mein khud ko
Lapet kar wo rakhti hogi
Kayi baharo mein khud ko
Khayal uska jab aaya hai
Khooshbu lekar aaya hai
Jab bhi tera khat aaya hai
Jaadu lekar aaya hai
Taare lekar aaya hai

Mere kareeb tera aana
Itna mujhe roshan kar gaya
Mere kareeb tera aana
Itna mujhe roshan kar gaya
Jaise charago ka samndar
Hi tu lekar aaya hai
Jab bhi tera khat aaya hai
Jaadu lekar aaya hai
Taare lekar aaya hai

Shaukh laga ho usko shayad
Tukdo mein batt jaane ka
Shaukh laga ho usko shayad
Tukdo mein batt jaane ka
Shaukh laga ho usko shayad
Tukdo mein batt jaane ka
Milne ko aaya hai lekin aaya hai
Jab bhi tera khat aaya hai
Jaadu lekar aaya hai
Taare lekar aaya hai
Ya jugnu lekar aaya hai
Jab bhi tera khat aaya hai
Jaadu lekar aaya hai
Taare lekar aaya hai
Ya jugnu lekar aaya hai.