Kya ye bhi zindagi hai song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 28 Feb 2008.
Kya ye bhi zindagi hai
Kya ye bhi zindagi hai
Ke rahat kabhi na ho
Kya ye bhi zindagi hai
Ke rahat kabhi na ho
Aisi bhi to kisi se
Mohabbat kabhi na ho
Kya ye bhi zindagi hai
Ke rahat kabhi na ho


Wada zaroor karte hai
Aate nahi kabhi
Wada zaroor karte hai
Aate nahi kabhi
Wada zaroor karte hai
Aate nahi kabhi
Phir yeh bhi chahate jai
Shikayat kabhi nahi
Phir yeh bhi chahate jai
Shikayat kabhi nahi
Aisi bhi to kisi se
Mohabbat kabhi na ho
Kya ye bhi zindagi hai
Ke rahat kabhi na ho


Lab to yeh keh rahe hai
Ki uth badh ke chum le
Lab to yeh keh rahe hai
Ki uth badh ke chum le
Lab to yeh keh rahe hai
Ki uth badh ke chum le
Aankho ka yeh ishaara
Ki jorrat kabhi na ho
Aankho ka yeh ishaara
Ki jorrat kabhi na ho
Aisi bhi to kisi se
Mohabbat kabhi na ho
Kya ye bhi zindagi hai
Ke rahat kabhi na ho


Dil chahata hai pir wohi
Fursat ke raat din
Dil chahata hai pir wohi
Fursat ke raat din
Dil chahata hai pir wohi
Fursat ke raat din
Mujhko tere khayal se
Fursat kabhi na ho
Mujhko tere khayal se
Fursat kabhi na ho
Aisi bhi to kisi se
Mohabbat kabhi na ho
Kya ye bhi zindagi hai
Ke rahat kabhi na ho.