Suno Suno Kanyaao Ka Warnan Lyrics - Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Suno suno kanyaao ka warnan song is from Haseena Maan Jayegi (1968) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars Shashi Kapoor, Babita and Ameeta in leading roles. This song is penned by Prakash Mehra and composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. It is produced by S. M. Abbas. This song was released on 05 Jan 1968.
Lyrics
hey suno suno, suno suno suno suno suno suno
suno suno kanyaao ka warnan karata hai yeh gyaani
hoti hai yeh chaar kism ki sun lo meri jubaani, jubaani
suno suno ek aag ek paani, ek prem deewaani
sabse uttam woh jo apni na begaani begaani
ek aag ek paani, ek prem deewaani
sabse uttam woh jo apni na begaani begaani
suno suno suno suno
mere desh ki ladki mere desh ki ladki
sona nigle nigle heere moti
mere desh ki ladki hoy hoy mere desh ki ladki
are jisne mujhse pyaar kiya, bas uska bedagark huwa
bas uska bedagark huwa
mera nark sa jivan swarg huwa
bas uska bedagark huwa bas uska bedagark huwa
yahaan apna paraaya koyi nahi yahaan apna paraaya koyi nahi
jo haath laga woh saaf huwa jo haath laga woh saaf huwa
suno suno suno suno
kal aane ka waada karake, aaj palat nahi aaye
o jhute o paapi tera satyaanaash ho jaaye
tatpunjiyon se na akhiyaan milaana
tatpunjiyon se na akhiyaan milaana
tatpunjiyon ka kya hai thikaana
tatpunjiyon se na akhiyaan milaana
tatpunjiyon se na akhiyaan milaana
o o o sach hi kahaan hai khatmal inko
sach hi kahaan hai khatmal inko
raat ko kaate toh chhup jaaye din ko
raat ko kaate toh chhup jaaye din ko
chullu bhar paani mein dubake mar jaana
tatpunjiyon se na akhiyaan milaana
tatpunjiyon se na akhiyaan milaana
jogan ban jaayungi nathu tore kaaran
jogan ban jaayungi nathu tore kaaran
o nathu tore kaaran, o nattu tore kaaran
jogan ban jaayungi nathu tore kaaran
tu khota tera pyaar bhi khota, bin painda ka
tu hai lota tu hai lota
o thaali ke baingan kaale o thaali ke baingan kaale
maar ke dilpar taale
main jhumari talaiya jhumari talaiya
jaayungi nathu tore kaaran
o nathu tore kaaran, o fatu tore kaaran
jogan ban jaayungi nathu tore kaaran
unki hoon kabhi inki, teri hoon kabhi iski
pine mein main tharra hoon, aur dikhne mein
main hoon wisky, chal jhuti
ab aage teri marji ab aage teri marji
ho more saiyaan o more balma bedardi aage teri marji
aage teri marji phalnava, aage teri marji
kisanava aage teri marji
yeh mere pyaar ke ummidwaar baithe hain
kahin shikaari kahin par shikaar baithe hain
shakal pe baara bajaake bimaar baithe hain
woh maaldaar hai toh yeh udhaar baithe hain
ab aage teri marji ab aage teri marji
ho more saiyaan o more balama bedardi aage teri marji