Sundara sundara song is from and it is sung by , , and . This song is written by . This song was released on 24 Sep 1999.
Sundara sundara (x4)

Sharabati nain mein

Khwab to bun zara

Kya meri dhadkane

Kehti hai sun zara

Sundra sundara

Sundra sundara sundara

Sundra sundara

Sundra sundara

Har rang se hai rangin

Rang mere hizab ka

Masti bhara hai har ang

Jaise gul ho gulab ka (x2)

Zulfen hai jaise badal to

Chand chehra janab ka

Laye kaha se koi

Jawab tere sabab ka

Sundara sundara (x4)

Sanso mein chhed de

Chahat ki dhun zara

Kya meri dhadkane

Kehti hai sun zara

Sundra sundara

Sundra sundara sundara

Sundra sundara sundara

Sundra sundara

Jadu ye mere jalwo ka

Tujhpe chal jaaye jo agar

Main hosh hawas mujhme hi

Aaj jal jaaye jo agar (x2)

Dil kya bache

Wo teer e nazar

Nikal jaaye jo agar

Mar jau tera

Aanchal badan se

Dhal jaaye jo agar

Sundara sundara (x4)

Hotho se hoth pe

Karde chakur zara

Kya meri dhadkane

Kehti hai sun zara

Sundara sundara (x4)

Sharabati nain mein

Khwab to bun zara

Kya meri dhadkane

Kehti hai sun zara

Sundara sundara (x4)