Shaam bhi khoob hai song is from and it is sung by , and . This song is written by . This song was released on 09 Nov 2002.
Shaam bhi khoob hai, paas mehboob hai

shaam bhi khoob hai, paas mehboob hai

zindagi ke liye, aur kya chahiye

shaam bhi khoob hai, paas mehboob hai

aashiki ke liye, aur kya chahiye

shaam bhi khoob hai, paas mehboob hai

kya hasin hai, sama dhadkane hai jawa

kya hasin hai, sama dhadkane hai jawa

dosti ke liye, aur kya chahiye

shaam bhi khoob hai, paas mehboob hai

Chand ki chandni, aasmaan ki pari

shayron ke liye, tu hai ek shayri

haan dekhte hi tujhe dil diwana hua

chahato ka shuru, ek fasana hua

raang hai, noor hai, chain hai, khwaab hai

raang hai, noor hai, chain hai, khwaab hai

ab khushi ke liye, kya chahiye

shaam bhi khoob hai, paas mehboob hai

Husn hai, pyaar hai, dil hai, dildar hai

husn hai, pyaar hai, dil hai, dildar hai

bolti hai nazar, chup hai meri zubaan

har kisi se juda, hai meri dastaan

na kisi se kabhi pyaar maine kiya

dard-e-dil na kabhi yaar maine liya

saaj hai, git hai, sur hai, sangit hai

saaj hai, git hai, sur hai, sangit hai

dosti ke liye, aur kya chahiye

shaam bhi khoob hai, paas mehboob hai

zindagi ke liye, aur kya chahiye

shaam bhi khoob hai, paas mehboob hai

aashiki ke liye, aur kya chahiye