sun mere shyaam mere Gam kii kahaanii Lyrics - Suraiyya | Suraiya | Shakuntala | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

1950

Lyrics

sun mere shyaam
( sun mere shyaam
sun mere shyaam shyaam shyaam mere gam kii kahaanii ) -2
sun mere shyaam
ko_ii nahiin meraa saarii duniyaa paraa_ii hai -2
sabake sahaare sun terii duhaa_ii hai -2
dekho mere shyaam -2
dekho mere shyaam shyaam shyaam merii aankh men hai paanii
sun mere shyaam
sun mere shyaam shyaam shyaam mere gam kii kahaanii
sun mere shyaam
duniyaa banaane waale chaand-sitaaron waale -2
kaho kab honge mere dil men ujaale -2
maanegaa kaun shyaam -2
maanegaa kaun shyaam shyaam shyaam mere tuune jo na maanii
( sun mere shyaam
sun mere shyaam shyaam shyaam mere gam kii kahaanii ) -2
sun mere shyaam