Sun giniya song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Amarlal Chabria. This song was released on 01 Jan 2018.
Sun giniya arey ja sun giniya
Nahi karunga ab galti
Jo tu na ruthe re kabhi
Nahi karunga ab galti
Jo tu na ruthe re kabhi
Mail ho to chhut jaye
Aadat na chhute re kabhi
Sun giniya arey ja
Nahi karunga ab galti
Jo tu na ruthe re kabhi
Mail ho to chhut jaye
Aadat na chhute re kabhi
Sun giniya arey ja


Aaja re ab
Aaja re ab laut ke tu aaja
Akela mai rah na sakunga
Arey giniya mujhe chod gayi kahe
Mai duniya se kah na sakunga
Chal chal tu chal chal tu
Kitna sidha sadha hai dekh liya re
Kacha dhaga tera wada hai dekh liya re
Sun giniya arey ja


Ye na samjh ye na samjh
Dil ko dobara mai
Phir se kahi ab jod dunga
Ari tere bina hatho se apne
Mai apna hi dil tod dunga
Rahne de rahne de
In bato me dam nahi hai
Meri giniya kuch bhi kahe
Mujhko koi gum nahi hai
Sun giniya arey ja.