Come On Everybody Lyrics - Ginny Aur Johny | Kishore Kumar | Mehmood
in Movies
Watch the Video
Song Information
Come on everybody song is from Ginny Aur Johny (1976) and it is sung by Kishore Kumar and Mehmood.It stars Mehmood, Baby Ginny and Helen in leading roles. This song is penned by Majrooh Sultanpuri and composed by Rajesh Roshan. It is produced by Amarlal Chabria. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
jaani jaani mera naam hai
jaani jaani mera naam
jaani jaani mera naam hai
jaani jaani mera naam
jaani jaani mera naam hai
jaani jaani mera naam
jaani jaani mera naam hai
jaani jaani mera naam
god ye rahim raam
mere khuda ke teen naam
ye boliya juda juda
magar hai ek hi ise kaam
ki aadami ka ek khuda
aur aadami ka ek dil
pahaad chhahe jaaye hil
magar na tu jagah se hil
ki sab ko tu gale se mil
laga ke dil gulo me khil
sabse pyaar mera kaam hai
jaani jaani mera naam
jaani jaani mera naam hai
jaani jaani mera naam
uthaaye bojh auro ka
abhi to aise hum nahi
mere liye to dekho naa
mera hi bojh kam nahi
akela dil aur akeli jaan
makaan hai aur naa aashiya
diya hai aur naa baatiya
saathi aur naa saathiya
naa ghoda hai aur naa haathiya
naa shaadiya naa baaraatiya
waha subah to yaha shaam hai
jaani jaani mera naam
jaani jaani mera naam hai
jaani jaani mera naam
jaani jaani mera naam hai
jaani jaani mera naam
jaani jaani mera naam hai
jaani jaani mera naam
jaani jaani mera naam hai
jaani jaani mera naam