Sun beliya sukriya meharbani song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Jai Mehta. This song was released on 01 Jan 2018.
sun beliya sukriya meharbani
tu kahe to nam tere kar du sari jawani
are sun beliye sukriya meharbai
tu kahe to nam tere kar du sari jawani
tu jahe to nam tere kar du sari jawani
sun mahiya sukriya meharbani
tu kahe to nam tere kar du sari jawani

phulo me fizao me hawao me rahega ye fasana
teri meri yari yara yad karega ye jamana
phulo me fizao me hawao me rahega ye fasana
teri meri yari yara yad karega ye jamana
pyar ke sur pyar ki lay pyar ki ho kahani
pyar ke sur pyar ki lay pyar ki ho kahani
sun beliya sun mahiya sun beliya

shise ki trah hai mera dil dil tod na dena
dunia ko choda maine tu mujhe chhod na dena
shise ki trah hai mera dil dil tod na dena
dunia ko choda maine tu mujhe chhod na dena
mere dilbar tu nahi dar kya meri jindgani
mere dilbar tu nahi dar kya meri jindgani
sun mahiya sun beliya sun mahiya

sham swere mere hotho pe hai tera hi tarana
mai diwani hu mera dil bhi hai tera hi diwana
sham swere mere hotho pe hai tera hi tarana
mai diwani hu mera dil bhi hai tera hi diwana
jo kisi ne di nahi ho de mujhe wo nisani
jo kisi ne di nahi ho de mujhe wo nisani
are sun beliye sukriya meharbai
tu kahe to nam tere kar du sari jawani
tu jahe to nam tere kar du sari jawani
sun mahiya sukriya meharbani
tu kahe to nam tere kar du sari jawani
tu kahe to nam tere kar du sari jawani
sun beliya sun mahiya sun beliya
sun mahiya sun beliya sun mahiya,sun beliya