Sone se jiven ke man ki kaliyo ko mahka do sai baba song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Saawan Kumar Tak. This song was released on 09 Jul 1977.
sune se jivan ke man ki kaliyo ko mahka do
sai baba, o sai baba
duniya ne vish barsaya hai tum amrit barsa do
sai baba o sai baba, sai baba o sai baba

kaise bani suhagan sajan ke liye abhagan
kaise bani suhagan sajan ke liye abhagan
jiske bhagwan ruth gaye wo jaye kaha pujaran
kaisi bani suhagan, dulhan ke sindur ki raksha
dulhan ke sindur ki raksha tere hath hai baba
jai jai sai, jai jai sai, jai jai sai baba
o sai baba, sai baba o sai baba

jag hai dukho ka dera dam ghunt raha hai mera
jag hai dukho ka dera dam ghunt raha hai mera
duniya ke hai lakh sahare mujhko sahara tera
jag hai dukho ka dera
aasha aur vishwash ka bandhan
aasha aur vishwash ka bandhan tut na jaye baba
jai jai sai, jai jai sai, jai jai sai baba
o sai baba, sai baba o sai baba

jab jab tujhe pukara sai tune diya sahara
jab jab tujhe pukara sai tune diya sahara
bich bhawar me aan fansi hu tut gaya hai kinara
jab jab tujhe pukara, tere chran me shran mili hai
tere chran me shran mili hai, dukhiyaro ko baba
jai jai sai, jai jai sai, jai jai sai baba
o sai baba, sai baba o sai baba
sune se jivan ke man ki kaliyo ko mahka do
sai baba, o sai baba
duniya ne vish barsaya hai tum amrit barsa do
sai baba, o sai baba sai baba o sai baba