koshish kar ke dekh le dariyaa saare nadiyaa saariidil kii lagii nahiin bujhatii, bujhatii hai har chingariisolah baras kii baalii umar ko salaampyaar terii pahalii nazar ko salaamduniyaa men sab se pahale jisane ye dil diyaaduniyaa ke sabase pahale dilabar ko salaamdil se nikalane vaale raste kaa shukriyaadil tak pahunchane vaalii dagar ko salaampyaar terii pahalii nazar ko salaamjis men javaan ho kar, badanaam ham hueus shahar, us galii, us ghar ko salaamjisane hamen milaaye, jisane judaa kiyaa
us vaqt, us ghadii, us pahar ko salaampyaar terii pahalii nazar ko salaammilate rahe yahaan ham, ye hai yahaan likhaaus likhaavat kii je-ro-jabar(?) ko salaamsaahil ke ret pe jo laharaa uthaa ye dilsaagar men uthane vaalii har lahar ko salaamyuun mast gaharii gaharii aankhon kii jhiil menjisane hamen duboyaa us bhanvar ko salaamghuunghat ko chhod ke jo, sar se sarak gayiiaisii nigodii bhaalii chunar ko salaamulfat ke dushmanon ne koshish hazaar kiiphir bhii nahin jhukii jo, us nazar ko salaaampyaar terii pahalii nazar ko salaam