Socha nahin tha song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Pritish Nandy. This song was released on 20 Dec 2002.
Socha nahin tha taqdeer yahan laayegi
Manzil pe aatey hi jaan chali jaayegi
Yeh to sikander ne bhi nahin tha socha
Aane se pehle hi khushi chali jaayegi
Hummne sochta tha kya aur kya se kya hua
Ja rahe aaj yeh zamane ko bata ke
Yeh kya ho gaya re rama re
Yeh kya ho gaya re mowla re
Yeh kya ho gaya re rama re
Yeh kya ho gaya re mowla re


Tera kasoor tha ya mera kasoor tha
Tera garoor tha ya mera garoor tha
Rabba main itna bura nahin hota
Tu agar bewafa nahin to
Itna bata mujhe kya mila tujhe
Gham ki kaante meri raahon mein becha
Yeh kya ho gaya re rama re
Yeh kya ho gaya re mowla re
Yeh kya ho gaya re rama re
Yeh kya ho gaya re mowla re.