सोचा नहीं था Socha Nahi Tha Lyrics - Tanzeel Khan
2021 Tanzeel Khan
About this song
["Singer, Composer & Lyricist : Tanzeel Khan","Produced, Mixed & Mastered : AAKASH & Asad","Director : Vaibhav Patil","Executive Producer : Dane Pereira","Story : Tanzeel Khan, Vaibhav Patil","Female Lead : Chahat Tandon","Line Producer : Yash Aditya","Production Coordinator : Adhish Rana","Production Manager : Ashish Guria","DOPs : Abhishek Kini & Arun Sharma ","Edit & DI Colourist : Shubham Vasudeo","Drone : Joshua Naidu","MUA : Kausha Lodaliya","Crew : Ravi ","Artwork : Darsh Nishar","For enquires contact : [email protected]","The 3rd part from the non- linear musical album ‘Dastaan’ which runs in the past and present , ‘Socha nahi tha’ is a sad melodious song
Lyrics
Socha nahi tha aisa bhi hoga
Hoke juda main ab kaise jiyunga
Dil mera roye yaad mein tere
Baatein adhoori ab kisse karunga
Hoke juda main ab kaise jiyunga
Dil mera roye yaad mein tere
Baatein adhoori ab kisse karunga
Aa tujhe mere aansu ki qadar nahi
To kyun karu bewajah fikar teri
Kitne pyar se sambhala maine dil tera
Mere dil se ye tune khilwad kari
To kyun karu bewajah fikar teri
Kitne pyar se sambhala maine dil tera
Mere dil se ye tune khilwad kari
Chal padi mujhe chod ke tu khusi khusi
Nahi pata mujhe kaun galat kaun sahi
Bhale kafi door mujhse tu ho gayi
Aaj par teri rooh mujhme hai yahi
Nahi pata mujhe kaun galat kaun sahi
Bhale kafi door mujhse tu ho gayi
Aaj par teri rooh mujhme hai yahi
Ab nahi rota main tere khatir
Sayad tuhi na thi mere kabil
Thi mere kabil
Sayad tuhi na thi mere kabil
Thi mere kabil
Ab nahi rota main tere khatir
Sayad tuhi na thi mere kabil
Thi mere kabil
Sayad tuhi na thi mere kabil
Thi mere kabil
Aa tujhe mere aansu ki qadar nahi
To kyun karu bewajah fikar teri
Kitne pyar se sambhala maine dil tera
Mere dil se ye tune khilwad kari
To kyun karu bewajah fikar teri
Kitne pyar se sambhala maine dil tera
Mere dil se ye tune khilwad kari
Chal padi mujhe chod ke tu khusi khusi
Nahi pata mujhe kaun galat kaun sahi
Bhale kafi door mujhse tu ho gayi
Aaj par teri rooh mujhme hai yahi.
Nahi pata mujhe kaun galat kaun sahi
Bhale kafi door mujhse tu ho gayi
Aaj par teri rooh mujhme hai yahi.