Befikar Lyrics - Tanzeel Khan | Aashna Hegde
2020
About this song
- Artists : Tanzeel Khan & Aashna Hegde
- Lyrics & Composition : Tanzeel Khan
- Music : Akarsh Shetty
- Mixing & Mastering : Hanish Taneja
- Director : Vaibhav Patil
- Artist Manager/Line Producer : Dane Pereira
- Production Manager : Ashish Guria
- DOPs : Arun Sharma, Appu VS
- Edit : Shubham Vasudev
- Colour Grading & Sound Correction : Abhishek Kini
- Crew : Aakash Chepya
- MUA: Kausha Lodaliya
- Location : Big Mama
- For enquires contact : [email protected]
- Meri ye dhadkane be-sabar hai
Lyrics
Mera dil meri jaan
Mujhse na chupa
Chahat karde bayaan
Mere dil ka kya
Mujhse na chupa
Chahat karde bayaan
Mere dil ka kya
Dil mein hai baat
Meri jo bassi vo
Keh na saka main
Tumse kabhi jo
Dena hai dil ab
Bas ye tumhi ko
Chahat meri abse tumhi ho
Meri jo bassi vo
Keh na saka main
Tumse kabhi jo
Dena hai dil ab
Bas ye tumhi ko
Chahat meri abse tumhi ho
Kaise bhula du saari woh baate
Khush bhi hu ton tere sahare
Soye na ab hum kitni hi raate
Paya hai tujhko ab ye jahan mein
Khush bhi hu ton tere sahare
Soye na ab hum kitni hi raate
Paya hai tujhko ab ye jahan mein
Khwabo me tujse milta raha
Chah ke main na keh ye saka ki
Tere bina kya wajood mera
Hona ni kabhi tujse judaa
Chah ke main na keh ye saka ki
Tere bina kya wajood mera
Hona ni kabhi tujse judaa
Befikar ho gaya
Main kidhar kho gaya
Ishq ki raahon mein
Ab tu mil gaya
Main kidhar kho gaya
Ishq ki raahon mein
Ab tu mil gaya
Befikar ho gaya
Main kidhar kho gaya
Ishq ki raahon mein
Ab tu mil gaya haan
Main kidhar kho gaya
Ishq ki raahon mein
Ab tu mil gaya haan
Mera dil meri jaan
Mujhse na chupa
Chahat karde bayaan
Mere dil ka kya haan
Mujhse na chupa
Chahat karde bayaan
Mere dil ka kya haan
Janu main sab kuch jo tu chupaye
Mere alawa sabko bataye
Pyar se haq mujpe jo jataye
Na jane kyun itna tu sataye
Mere alawa sabko bataye
Pyar se haq mujpe jo jataye
Na jane kyun itna tu sataye
Meri ye dhadkane besabar hai
Shayad tujhko bhi na khabar hai
Mere liye tu kitna alag hai
Teri hi chahat ki bhi samajh hai
Shayad tujhko bhi na khabar hai
Mere liye tu kitna alag hai
Teri hi chahat ki bhi samajh hai
Khwabon mein tujse milti rahi
Chah ke bhi uch keh na saki
Jo aaj bhi main tujhme hu bassi
Jana naa ab tu door kahin
Chah ke bhi uch keh na saki
Jo aaj bhi main tujhme hu bassi
Jana naa ab tu door kahin
Befikar ho gaya
Main kidhar kho gaya
Ishq ki raahon mein
Ab tu mil gaya haan
Main kidhar kho gaya
Ishq ki raahon mein
Ab tu mil gaya haan
Befikar ho gaya
Main kidhar kho gaya
Ishq ki raahon mein
Ab tu mil gaya haan
Main kidhar kho gaya
Ishq ki raahon mein
Ab tu mil gaya haan