Kitne saaz dhuniya ke Banjar hain ab yeh khaas Aankhon mein bitha ke Bhul chala main apne raaz Sun ke bhi na suniyo Beparwaa dil ki fariyaad
Main dooba tere noor mein Slow motion mein Rangon se raag mein Slow motion mein Suron se saaz mein Slow motion mein
Apsaraa hai koi jaan-e-jaan Kya khushi hai kyun pehchaanu na Ho door lok se aayi hai Sath tarangein layi hai Satrangi sapne main bun gaya
Main dooba tere noor mein Slow motion mein Rangon se raag mein Slow motion mein Suron se saaz mein Slow motion mein
Kya kahun rumaani hai sama Kaisi ye madhoshi jaanu na
Ho rooh ki parchaayi hai Mauj bhi bhar aayi hai Sajde mein tere hi jhuka
Main dooba tere noor mein Slow motion mein Rangon se raag mein Slow motion mein Suron se saaz mein Slow motion mein
Tube light si duniya Samjhe kya mere jazbaat Dekh sang sajni ko Ude kabootar dil o dimag Sun ke bhi na suniyo Rangrez dil ki fariyaad
Main dooba tere noor mein Slow motion mein Rangon se raag mein Slow motion mein Suron se saaz mein Slow motion mein
Rangon se raag mein Slow motion mein Suron se saaz mein Slow motion mein