Maula mere song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.

Ho ho ho ho ho..
Ho ho ho ho ho..

Maula mere tu humsafar
Baaki yahaan saathi kahaa
Pairon mein hai teri zameen
Sar pe tera aasmaan
O ho chal pada main toh chal pada
Main toh chal pada, main chala
Na nana na, Na nana na
Na nana na na.. (2x)

Maana jeene ko kuch nahin
Phir bhi khush hai ye zindagi
Sach honge apne khwaab yeh
Aankhon ko itna hai yaqeen
Aankhon ko itna hai yaqeen

Maula mere, Teri nazar
Yunhi rahe, Meherbaan
Pairon mein hai teri zameen

Sar pe tera aasmaan
O ho chal pada main toh chal pada
Main toh chal pada main chala
Na nana na, Na nana na
Na nana na na na..

Mushkil ho chaahe raasta haa
Kar lenge tay hum faasla aa
Kadmon ko mill hi jaayegaa
Manzil ka jo bhi hai pataa
Manzil ka jo bhi hai pataa

Maula mere yeh zindagi
Teri hi toh hai daastaan
Pairo mein hai teri zameen
Sar pe tera aasmaan

O ho chal pada main toh chal pada
Main toh chal pada main chala
Na nana na, Na nana na
Na nana na na na.. (2x)