Siyah Tara Lyrics - Kailash Kher

2016

Lyrics

Jab bhi main khwabon mein hota hoon
Sab ko hain lagta main sota hoon
Hota hoon sab se jo main judaah
Uski panaahon mein hota hoon

Duniya mein jo bhi alag hai
Lagta kyun sabko galat hai
Shiddat se gaadhi hai zid meri
Par woh bhi muddat talak hai

Sabki nazar mein kamzor hoon
Sabki nazar mein kuchh aur hoon
Maana bhi manaam bhi
Mujh mein chhupa hoon
Pehchaan bhi
Siyah tara siyah tara
Siyah tara siyah tara
Siyah tara siyah tara

Ho jab se main kab door jaata hoon
Khud hi dil pana dukhata hoon
Barfile dhoop le haath mein leke
Phir chaand ko bhi jalata hoon
Sab ki nazar mein kamjor hoon
Sabki nazar mein kuchh aur hoon
Maana bhi manaam bhi
Mujh mein chhupa hoon
Pehchaan bhi
Siyah tara siyah tara
Siyah tara siyah tara
Siyah tara siyah tara

Siyah tara siyah tara
Siyah tara siyah tara
Siyah tara siyah tara.