Sitam hi karna song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Sitam hi karna jafa hi karna
Sitam hi karna jafa hi karna
Nigahe ulfat kabhi na karna
Tumhe kasam hain humare sar ki
Tumhe kasam hain humare sar ki
Humare haq mein kami na karna
Sitam hi karna jafa hi karna


Humari maiyyat pe tum jo aana
Humari maiyyat pe tum jo aana
To chaar aansu gira ke jaana
Humari maiyyat pe tum jo aana
To chaar aansu gira ke jaana
Zara aa rahe paas aabru bhi
Kahin humari hasee na karna
Sitam hi karna jafa hi karna


Kahan ka aana kahan ka jaana
Kahan ka aana kahan ka jaana
Woh jaante hi nahi ye rahsme
Wahan hain waade ki bhi ye soorat
Kabhi to karna kabhi na karna
Sitam hi karna jafa hi karna
Nigahe ulfat kabhi na karna
Tumhe kasam hain humare sar ki
Tumhe kasam hain humare sar ki
Humare haq mein kami na karna
Sitam hi karna jafa hi karna.