Ab rone se kya faida song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1992.
Ab rone se kya faida
Kyun sehra mein barsa kare
Ab rone se kya faida
Kyun sehra mein barsa kare
Pal do pal mein honge juda
Pal do pal mein honge juda
Chal haske hum do baat kare
Ab rone se kya faida
Kyun sehra mein barsa kare


Dil ne to dekha thaa sapna
Hatho mein ye hath rahenge
Kaise bhi hum na honge judda
Sadiyo tak hum saath rahenge
Chaand hi kismat mein na ho
Chaand hi kismat mein na ho
Hum kaise ujhali raat kare
Ab rone se kya faida
Kyun sehra mein barsa kare


Kal murja jaayega lekin
Yaado mein chehara yeh khilega
Sapno mein shehnai bajegi
Sajani se saajan bhi milega
Sach hona inka mumkin nahin
Sach hona inka mumkin nahin
Phir kyun inn sapno ki baat kare
Ab rone se kya faida
Kyun sehra mein barsa kare
Pal do pal mein honge juda
Pal do pal mein honge juda
Chal haske hum do baat kare
Ab rone se kya faida
Kyun sehra mein barsa kare.