Yeh zameen aasman, yeh sadi, yeh jahanYeh chaman, yeh fiza, kuchh rahe na rahePyar to hamesha rahegaPyar to hamesha rahegaMere dil mein kaun haiDhadkanon mein kaun haiKaun hai nazar meinSirf tum, sirf tum, sirf tumAankhon se milti hain aankheinHo jaati hain dil ki saari baateinBetaabi mein din kat-te hainKaravat lekar kat-ti saari raateinHarpal badhta jaaye ismein aisa hai nashaDil ne yeh pukara aur deewanon ne kahaPyar to hamesha rahegaPyar to hamesha rahega
Na duniya ki daulat maangeinNa chaandi maangein na maangein sonaJaati dharam mazhab na maaneHo jata hai jab jis se hai honaVedon mein likha hai aur granthon mein padhaSabne hai yeh mana aur sabko hai pataPyar to hamesha rahegaPyar to hamesha rahegaMere dil mein kaun haiDhadkanon mein kaun haiKaun hai nazar meinSirf tum, sirf tum, sirf tumYeh zameen aasman, yeh sadi, yeh jahanYeh chaman, yeh fiza, kuchh rahe na rahePyar to hamesha rahegaPyar to hamesha rahega