Sigwan i like that song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rajesh Kottopadath. This song was released on 01 Jan 2018.
Sigwan i like that
A haseen, a haseen
A haseen, a haseen,
A haseen dilnashi
A haseen, a haseen,
A haseen dilnashi
Mere dil mein utar gaye tum
Teri jaaduyi najar kare
Aisa asar hosh hi ho gaye gum


A jawaan naujawaan
A mere hamnawa
A jawaan naujawaan
A mere hamnawa
Mere dil mein utar gaye tum
Ek jaaduyi najar ka hai
Aisa asar hosh hi ho gaye gum


Tere bin gujaara abb nahi
Jeena bhi gawaara abb nahi
Tere bin gujaara abb nahi oh
Ye jeena bhi gawaara abb nahi oh ye
Dil tere hawaale kar diya
Duja sahaara abb nahi
A haseen, a haseen,
A haseen dilnashi


Sahi nahi jaati duriya
Thodi si hai majburiya
Sahi nahi jaati duriya
Thodi si hai majburiya
Majburi na jaan pe aa bane
Aisa hum na hone denge haan
A jawaan naujawaan
A mere hamnawa
A jawaan naujawaan
A mere hamnawa
Mere dil mein utar gaye tum
Teri jaaduyi najar kare
Aisa asar hosh hi ho gaye gum.