Do dilo ki dastan mein song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dev Anand. This song was released on 07 Aug 1998.
Do dilo ki dastan mein
Ishq to suruvat hai
Do dilo ki dastan mein
Ishq to suruvat hai
Hai talisan ya zunoon ya
Hai talisan ya zunoon ya
Khwabo ki barat hai
Khwabo ki barat hai
Do dilo ki dastan mein
Ishq to suruvat hai
Hai talisan ya zunoon ya
Hai talisan ya zunoon ya
Khwabo ki barat hai
Khwabo ki barat hai


Pathro mein hai chupi
Apni si kahaniya
Apni si kahaniya
Ho lamha ye jadu bhara
Sadiyo ki saugat hai
Sadiyo ki saugat hai
Behichak tu mang le
Behichak tu mang le
Jo aaj tere man me hai
Is janam ki baat kya
So janam ka sath hai
Aapki har baat mein
Hai halka nasha
Ajnabi sehra mein jaise
Ajnabi sehra mein jaise
Khushiyo ki barsat hai
Do dilo ki dastan mein
Ishq to suruvat hai
Hai talisan ya zunoon ya
Hai talisan ya zunoon ya
Khwabo ki barat hai
Khwabo ki barat hai


Ankahi bato mein dhundhe
Zindagi ke faisle
Zindagi ke faisle
Ho jitna bhi ham tum mile
Choti lage mulakat hai
Choti lage mulakat hai
Hamsafar hamrah hamdam
Hamsafar hamrah hamdam
Hamnawa ham hamkadam
Din kaho to din kahe
Raat kaho to raat hai
Najare inayat ham karenge
Waqt aane dijiye
Dhai aksar prem ke
Dhai aksar prem ke
Mukht sar se baat hai
Do dilo ki dastan mein
Ishq to suruvat hai
Hai talisan ya zunoon ya
Hai talisan ya zunoon ya
Khwabo ki barat hai
Khwabo ki barat hai.