Shokiya Nazar Me Hai Lyrics - Mohammed Rafi

1974

Lyrics

shokhiya nazar me hain
mastiya chaal me hain
jabse hain mere khayal me
koi baat koi yaad koi naam
shokhiya nazar me hain
mastiya chaal me hain
jabse hain mere khayal me
koi baat koi yaad koi naam
shokhiya nazar me hain
tanhai me jane kab kahin phir mulakat ho
ae mere dil diwane kis tarah roj ye baat ho
aati hain aisi saal me ek subah ek raat ek sham
shokhiya nazar me hain
mastiya chaal me hain
jabse hain mere khayal me
koi baat koi yaad koi naam
shokhiya nazar me hain
pyar se darta hu main
sochta hu chura lu nazar
jisko main yaad karta hu
usse daman chhuda lu magar
o hoga ye dil har haal me
majbu bechain badnaam
shokhiya nazar me hain
mastiya chaal me hain
jabse hain mere khayal me
koi baat koi yaad koi naam