Shiv shankar ko jisne puja, uska hi uddhar hua shiv shankar ko jisne puja, uska hi uddhar hua ant kaal ko bhavsagar mein, uska beda paar hua bhole shankar ki puja karo dhayan charno mein iske dharo shiv shankar ko jisne puja, uska hi uddhar hua shiv shankar ko jisne puja, uska hi uddhar hua ant kaal ko bhavsagar mein, uska beda paar hua bhole shankar ki puja karo dhayan charno mein iske dharo har har mahadev shiv shambhu har har mahadev shiv shambhu har har mahadev shiv shambhu har har mahadev shiv shambhu Damru wala hai, jag mein dayalu bada din dukhiyo ka daata, jagat ka pita damru wala hai, jag mein dayalu bada din dukhiyo ka daata, jagat ka pita sab pe karta hai, ye bhola shankar daya sab ko deta hai ye aasra sab ko deta hai ye aasra
in pawan charno mein arpan, aakar jo ek baar hua ant kaal ko bhavsagar mein, uska beda paar hua om namah shivay namohhari om namah shivay namoh Har har mahadev shiv shambhu har har mahadev shiv shambhu har har mahadev shiv shambhu har har mahadev shiv shambhu Naam uncha hai sabse mahadev ka vandana iski karte hain, sab devta naam uncha hai sabse mahadev ka vandana iski karte hain, sab devta iski puja se, vardan paate hain sab shakti ka daan, paate hain sab shakti ka daan, paate hain sab naag, asur, prani sab par hi, bhole ka upkar hua naag, asur, prani sab par hi, bhole ka upkar hua ant kaal ko bhavsagar mein, uska beda paar hua shiv shankar ko jisne puja, uska hi uddhar hua shiv shankar ko jisne puja, uska hi uddhar hua ant kaal ko bhavsagar mein, uska beda paar hua bhole shankar ki puja karo dhayan charno mein iske dharo Shiv shankar ko jisne puja, uska hi uddhar hua shiv shankar ko jisne puja, uska hi uddhar hua ant kaal ko bhavsagar mein, uska beda paar hua