Man Mera Mandir Shiv Meri Puja Lyrics - anuradha paudwal

2019

Lyrics

Om Namah shivaay......
Om Namah shivaay......
Om Namah shivaay......
Om Namah shivaay......
 
Satya hai Ishwar 
Shiv hai jeevan 
Sundar ye sansaar hai 
Teeno lok hai tujhme teri 
Maya apram paar hai 
Om Namah shivaay namo
Om Namah shivaay namo
 
Man mera mandir shiv meri pooja 
Man mera mandir shiv meri pooja 
Shiv se bada nahi koi duja 
Bol satyam shivam 
bol tu sundaram 
man mere shiv ki mahima ke gun gaye ja 
 
Man mera mandir shiv meri pooja 
Man mera mandir shiv meri pooja 
Shiv se bada nahi koi duja 
Bol satyam shivam 
bol tu sundaram 
man mere shiv ki mahima ke gun gaye ja 
 
Man mera mandir shiv meri pooja 
Parvati jab sita bankar jai shri ram ke sammukh aai 
Parvati jab sita bankar jai shri ram ke sammukh aai 
Ram ne unko mata kehkar shiv shankar ki mahima gaai 
 
Shiv bhakti mein sab kuchh sujha 
shiv se bada nahi koi duja 
Bol satyam shivam 
bol tu sundaram man mere shiv ki mahima ke gun gaye ja 
Man mera mandir shiv meri pooja 
 
om namah shivaay namah
om namah shivaay namah
 
Teri jata se nikli ganga aur ganga ne bhishm diya hai 
Teri jata se nikli ganga aur ganga ne bhishm diya hai 
Tere bhakto ki shakti ne sare jagat ko jeet liya hai 
Tujhako sab devo ne puja 
shiv se bada nahi koi duja 
Bol satyam shivam bol tu sundaram 
man mere shiv ki mahima ke gun gaye ja 
Man mera mandir shiv meri pooja 
Man mera mandir shiv meri pooja